Saturday 19 October 2013

Ghalib- ghazal 75



ruḳh-e nigār se hai soz-e jāvidānī-e shamʿa
huʾī hai ātish-e gul āb-e zindagānī-e shamʿa

zabān-e ahl-e zabāñ meñ hai marg ḳhāmoshī
yih bāt bazm meñ raushan huʾī zabānī-e shamʿa

kare hai ṣirf bah ʿīmā-e shuʿlah qiṣṣah tamām
bah t̤arz-e ahl-e fanā hai fasānah-ḳhvānī-e shamʿa

ġham us ko ḥasrat-e parvānah kā hai ay shuʿle
tire larazne se z̤āhir hai nā-tavānī-e shamʿa

nashāt̤-e dāġh-e ġham-e ʿishq kī bahār nah pūchh
shiguftagī hai shahīd-e gul-e ḳhizānī-e shamʿa

That it licks her eucharistic blush for aye burns the candle
The Rose's auto da fe to elixir turns the candle.

 When Poet's converse, Silence is such a Scandal
Death caps our verse in the tongue of the candle

Completing the campfire tale only the Caravan's Khizr can handle
Already Nirvana is the wick of the flickering of the candle

Grief thy lone lap the moth's posterity to dandle
 Only the weak tremble at wrath's austerity, O candle

Weep, wounded poppy, for Love is so vernal a Vandal
A bloom martyred bud is the autumn of the candle

No comments: